395px

Aashiqon Ki Colony (feat. Madhubanti Bagchi)

Javed Ali

कहिए क्या पेश करें?
kahie kya pesh karein?
दिल और जान हाज़िर
dil aur jaan haazir
आशिक़ों की बस्ती में
aashiqon ki basti mein
आपका मकान हाज़िर
aapka makaan haazir

इश्क़ का इत्र महँगा था
ishq ka itr mehnga tha
पर ले लिया
par le liya
शाम-ए-ग़म के लिए
shaam-e-gham ke liye
कुछ ज़हर ले लिया
kuch zeher le liya
जीने-मरने के सामान
jeene-marne ke samaan
सारे मिले
saare mil
आशिक़ों की कॉलोनी में
aashiqon ki colony mein
घर ले लिया
ghar le liya

आ-हा
aa-h

दर्द अनोखे हैं
dard anokhe hain
कुछ आशिक़ों के यहाँ
kuch aashiqon ke yeh
रात कटती नहीं
raat kat ti nahin
चाँदनी के तले
chaandni ke tal
इक धुआँ-सा भरा
ik dhuaan-sa bhar
रहता है मोड़ पर
rahta hai mod par
आहें भरते हैं नुक्कड़ पे
aahen bharte hain nukkad par
कुछ दिलजले
kuch diljal

हो हो, दिल के बहलाने को
ho ho, dil ke behlaane ka
इक बहाना ही था
ik bahana hi tha
उसके घर का पता
uske ghar ka patta
पूछ कर ले लिया
pooch kar le liya

हो आप जो महके यहाँ
ho aap jo mahke yeh
ऐसे दिल शाद हुआ
aise dil shaad hua
लैला के आने से
Laila ke aane se
सेहरा आबाद हुआ
sehra aabaad hua
तेरा दीदार हुआ
t tera deedar hua
सारा दिन पार हुआ
saara din paar hua
आँखों का रोज़ा था
aankhon ka roza tha
वक़्त इफ़्तार हुआ
waqt iftaar hua

उड़ती ज़ुल्फ़ों के मफ़लर
udti zulfon ke maflar
सँभाले हुए
sambhaale hue
शायरों ने जो घर
shairon ne jo ghar
चौक पर ले लिया
chowk par le liya
इक तरन्नुम की बौछार
ik tarannum ki bauchhaar
उड़ने लगी
udne lagi
इक उदासी का सबने
ik udaasi ka saban
असर ले लिया
asar le liya

ओ शम्मा जलती रही
o shamna jalti rah
हम पिघलते रहे
hum pighalte rah
दिल जलाने का हमने
dil jalane ka humna
हुनर ले लिया
hunar le liya
आप मालिक-मकान हो गए
aap malik-makaan ho gaye
आज से
aaj se
दिल पे हक़ था वही
dil pe haq tha woh
माँग कर ले लिया
maang kar le liya

इश्क़ दरिया-ए-आशिक़ है
ishq dariya-e-aashiq hai
दीवानों ने
diwaanon ne
डूब कर ले लिया
doob kar le liya
तैर कर ले लिया
tair kar le liya

Composição: