duur ke o chanda aa meri baanhon mein aa
dil mein roshani kar aankhon mein tuu muskura

(ghar-ghar saavan barase hai
pyaasi mamata tarase hai) - 2
bin tere mera aangan suunaa-suuna
duur ke o chanda

bholi-bhaali aankhon mein
in matavaali aankhon mein
dil mein hai jivan ka manahar sapana
duur ke o chanda

Composição: