exibições de letras 568

Chalti Hai Purvaai

Alka Yagnik

chalti hai purvaai chal hum bhi chalte hain
panchiyon ke saath saath hum bhi nikalte hain
jaana hume us paar humko bulaata hai pyaar

yahan se aur aage wahan se aur aage
na koi bhi gaya ho jahan se aur aage
suna tumne nahin hai koyee jannat kahin hain
wahan sab kuch milega yahan kuch bhi nahi hai
rehte hai sabhi bhagwan wahan abhi pohcha nahin insaan wahan
chalti hai purvaai chal hum bhi chalte hain
panchiyon ke saath saath hum bhi nikalte hain
jaana hume us paar humko bulaata hai pyaar
chalti hai purvaai chal hum bhi chalte hain
panchiyon ke saath saath hum bhi nikalte hain

pawan se pankh maangke gagan ki aur ud chale
main tera haath thaam loon tu mera haath thaam le
zara dekho to wahan par woh neele aasmaan par
woh jaadugar hai koyee kisi ka ghar hai wahan par
jaadugar se kaho koyee jaadu kare
saari khushiyon se sab ki jebe bhare
chalti hai purvaai chal hum bhi chalte hain
panchiyon ke saath saath hum bhi nikalte hain
jaana hume us paar humko bulaata hai pyaar
humko bulaata hai pyaar humko bulaata hai pyaar
humko bulaata hai pyaar

Comentários

Envie dúvidas, explicações e curiosidades sobre a letra

0 / 500

Faça parte  dessa comunidade 

Tire dúvidas sobre idiomas, interaja com outros fãs de Alka Yagnik e vá além da letra da música.

Conheça o Letras Academy

Enviar para a central de dúvidas?

Dúvidas enviadas podem receber respostas de professores e alunos da plataforma.

Fixe este conteúdo com a aula:

0 / 500

Opções de seleção

Mais ouvidas de Alka Yagnik