Faça login para habilitar sua assinatura e dê adeus aos anúncios

Fazer login
exibições de letras 132

Mere Khwabon Mein

Lata Mangeshkar

mere khwabon mein jo aaye
aa ke mujhe chhed jaaye
mere khwabon mein jo aaye
aa ke mujhe chhed jaaye

usse kaho kabhi samne to aaye
mere khwabon mein jo aaye
aa ke mujhe chhed jaaye
usse kaho kabhi samne to aaye
mere khwabon mein jo aaye

kaisa hai, kaun hai, woh jaane kahan hai
ho kaisa hai, kaun hai, woh jaane kahan hai
jiske liye mere hothon pe haan hai
apna hai ya beghana hai woh
sach hai ya koyi afsana hai woh
dekhe ghoor ghoor ke
yoon hi door door se

usse kaho meri neend na churaye
mere khwabon mein jo aaye
aa ke mujhe chhed jaaye
usse kaho kabhi samne to aaye
mere khwabon mein jo aaye

jaadu sa jaise koyi chalne laga hai
ho jaadu sa jaise koyi chalne laga hai
main kya karoon dil machalne laga hai
tera deewana hoon kehta hai woh
chhup chhup ke phir kyun rehta hai woh
kar baitha bhool woh, le aaya phool woh
usse kaho jaaye chaand le ke aaye

mere khwabon mein jo aaye
aa ke mujhe chhed jaaye
mere khwabon mein jo aaye
aa ke mujhe chhed jaaye

usse kaho kabhi samne to aaye

Adicionar à playlist Tamanho Cifra Imprimir Corrigir
Composição: Anand Bakshi / Jatin-lalit. Essa informação está errada? Nos avise.
Enviada por Mair e traduzida por Mair. Viu algum erro? Envie uma revisão.

Comentários

Envie dúvidas, explicações e curiosidades sobre a letra

0 / 500

Faça parte  dessa comunidade 

Tire dúvidas sobre idiomas, interaja com outros fãs de Lata Mangeshkar e vá além da letra da música.

Conheça o Letras Academy

Enviar para a central de dúvidas?

Dúvidas enviadas podem receber respostas de professores e alunos da plataforma.

Fixe este conteúdo com a aula:

0 / 500

Posts relacionados Ver mais no Blog


Opções de seleção