Faça login para habilitar sua assinatura e dê adeus aos anúncios

Fazer login
exibições de letras 16

Jhanjariya

Alka Yagnik

jhanjariya meri chhanak gayi
chunari bhi sar se sarak gayi
unse nazar aise mili ke meri nazar sharmaake jhuk gayi
jhanjariya meri chhanak gayi
chunari bhi sar se sarak gayi
unse nazar aise mili ke meri nazar sharmaake jhuk gayi
jhanjariya

kissa ajeeb tha pahli mulaaqat ka
haan, kissa ajeeb tha pahli mulaaqat ka
aalam gazab hua mere dil ke haal ka
ek pal toh aisa laga jaise meri dhadkan ruk gayi

jhanjariya meri chhanak gayi
chunari bhi sar se sarak gayi
unse nazar aise mili ke meri nazar sharmaake jhuk gayi
jhanjariya meri chhanak gayi
chunari bhi sar se sarak gayi
unse nazar aise mili ke meri nazar sharmaake jhuk gayi
jhanjariya

unse nazar mili beech bazar mein
haan, unse nazar mili beech bazar mein
dil gaya lut nazaron ki takrar mein
mud mud ke main dekhu use, jaise ki main khud hi machal gayi

jhanjariya meri chhanak gayi
chunari bhi sar se sarak gayi
unse nazar aise mili ke meri nazar sharmaake jhuk gayi
jhanjariya meri chhanak gayi
chunari bhi sar se sarak gayi
unse nazar aise mili ke meri nazar sharmaake jhuk gayi
jhanjariya

Adicionar à playlist Tamanho Cifra Imprimir Corrigir
Composição: Anand Raaj Anand / Anu Malik. Essa informação está errada? Nos avise.
Enviada por Mair e traduzida por Mair. Viu algum erro? Envie uma revisão.

Comentários

Envie dúvidas, explicações e curiosidades sobre a letra

0 / 500

Faça parte  dessa comunidade 

Tire dúvidas sobre idiomas, interaja com outros fãs de Alka Yagnik e vá além da letra da música.

Conheça o Letras Academy

Enviar para a central de dúvidas?

Dúvidas enviadas podem receber respostas de professores e alunos da plataforma.

Fixe este conteúdo com a aula:

0 / 500

Posts relacionados Ver mais no Blog


Opções de seleção