Transliteração automática
Zanjeer
Bilal Ansari
तेरी यादों की ज़ंजीर सTeri Yaadon Ki Zanjeer Se
रात होते ही बढ़ जाता है, ये दर्द फिर सRaat hote hi badh jaata hai, ye dard phir se
जैसे लगा हो घाव किसी शमशीर सJaise laga ho ghaav kisi shamsheer se
इस कैद से आज़ाद मैं हो न सकIs qaid se aazaad main ho na saka
बंदा हूँ, तेरी यादों की ज़ंजीर सBandha hoon, teri yaadon ki Zanjeer se
जब देखता हूँ आईने में खुद का चेहरJab dekhta hoon aaine mein khud ka chehra
बिलाल के चेहरे पर रहता है एक दर्द गहरBilaal ke chehre par rehta hai ek dard gehra
सन्नाटा सा छाया रहता है हर तरफSannata sa chhaya rehta hai har taraf
जैसे दरिया का कोई पानी हो ठहरJaise dariya ka koi paani ho thehra
आँखें मेरी सूजी, बदली सी है शक्लAankhein meri soojhi, badli si hai shakal
सब कहते हैं बिलाल हो गया पागलSab kehte hain Bilaal ho gaya paagal
अब मुझे बड़ी ही बेचैनी रहती हAb mujhe badi hi bechaini rehti hai
इस दिल में अजीब सी होती है हलचलIs dil mein ajeeb si hoti hai halchal
इस बंद कमरे में रहता हूँ मैं बड़ा ही बेतााबIs band kamre mein rehta hoon main bada hi betaab
रोज़ देखता हूँ, और रोज़ टूटते हैं ख्वाबRoz dekhta hoon, aur roz tootte hain khwaab
सवालों की तो यहाँ लग रही है कतारSawaalon ki to yahaan lag rahi hai qataar
लेकिन मिलता नहीं मुझे कहीं भी जवाबLekin milta nahi mujhe kahin bhi jawaab
चार दीवारी में सिमट गया मेरा ये राजChaar deewaari mein simat gaya mera ye raaz
ना कोई शोर है यहाँ, ना कोई है आवाजNa koi shor hai yahaan, na koi hai aawaaz
सबको कहता हूँ मुझे अकेला छोड़ दSabko kehta hoon mujhe akela chhod do
तन्हा रहने का मेरा बन गया है रिवाजTanha rehne ka mera ban gaya hai rivaaz
बेड पे लेटा हूँ, सारी Light Off हBed pe leta hoon, saari Light Off hai
बिलाल को सिर्फ तन्हाई मिली, तेरा हो कBilaal ko sirf tanhaai mili, tera ho ke
अब दुनिया बड़ी वीरान लगती हAb duniya badi veeraan lagti hai
मगर तुझे क्या मिला, पारो, मुझे खो कMagar tujhe kya mila, Paaro, mujhe kho ke
रात होते ही बढ़ जाता है, ये दर्द फिर सRaat hote hi badh jaata hai, ye dard phir se
जैसे लगा हो घाव किसी शमशीर सJaise laga ho ghaav kisi shamsheer se
इस कैद से आज़ाद मैं हो न सकIs qaid se aazaad main ho na saka
बंदा हूँ, तेरी यादों की ज़ंजीर सBandha hoon, teri yaadon ki Zanjeer se
अब वो सुकून नहीं आता मुझे सोने मAb wo sukoon nahi aata mujhe sone mein
बैठा रहता है बिलाल चुपचाप कोने मBaitha rehta hai Bilaal chupchaap kone mein
देखता हूँ, तेरी कुछ पुरानी तस्वीरDekhta hoon, teri kuch puraani tasveer
कितनी तकलीफें होती हैं किसी एक का होने मKitni takleefein hoti hain kisi ek ka hone mein
तू चली गई, पर तेरी यादें यहीं हैं खडTu chali gayi, par teri yaadein yahin hain khadi
देखता रहता हूँ, मैं तंगी दीवार पे घडDekhta rehta hoon, main tangi deewaar pe ghadi
पारो, वक्त बीतता चला जा रहा हPaaro, waqt beetta chala ja raha hai
पर अब अच्छी खबर कोई आती नहPar ab achhi khabar koi aati nahi
सारा वक्त गुजरता है अब फोन की Screen पSaara waqt guzarta hai ab phone ki Screen pe
उसे अफसोस नहीं होता, फिदा हुए जिस पUse afsos nahi hota, fida hue jis pe
जब अपने करीबी का ये हाल हJab apne qareebi ka ye haal hai
तो इस झूठी दुनिया में यकीन करे किस पTo is jhoothi duniya mein yaqeen kare kis pe
पारो, क्यों तूने मेरा ऐतबार तोड़ दियPaaro, kyun tune mera aitbaar tod diya
मुझे ऐसे ही मरने के लिए छोड़ दियMujhe aise hi marne ke liye chhod diya
तुझे खुद से ज़्यादा मैं चाहता रहTujhe khud se zyaada main chahta raha
फिर तूने क्यों बिलाल को ऐसे ही खो दियPhir tune kyun Bilaal ko aise hi kho diya
बिलाल ने प्यार तुझसे बखूबी निभायBilaal ne pyaar tujhse bakhoobi nibhaaya
हर हाल में बस तेरा ख्वाब सजायHar haal mein bas tera khwaab sajaaya
हर कोशिश की तुझे खुश करने कHar koshish ki tujhe khush karne ki
पर बदले में मेरे, सिर्फ दुख ही आयPar badle mein mere, sirf dukh hi aaya
रात होते ही बढ़ जाता है, ये दर्द फिर सRaat hote hi badh jaata hai, ye dard phir se
जैसे लगा हो घाव किसी शमशीर सJaise laga ho ghaav kisi shamsheer se
इस कैद से आज़ाद मैं हो न सकIs qaid se aazaad main ho na saka
बंदा हूँ, तेरी यादों की ज़ंजीर सBandha hoon, teri yaadon ki Zanjeer se
अब किसी से मैं बात नहीं करना चाहता हAb kisi se main baat nahi karna chahta hoon
आँखों से बस मैं पानी बहाता हAankhon se bas main paani bahaata hoon
बिलाल के चेहरे का रंग उड़ गया हBilaal ke chehre ka rang ud gaya hai
दुखी गाने लिखता हूँ, और गाता हDukhi gaane likhta hoon, aur gaata hoon
जैसे घर बन गया कब्रिस्तान सJaise ghar ban gaya qabristaan sa
जैसे क़ब्र में सोया हूँ मैं शांत सJaise qabr mein soya hoon main shaant sa
अब जिस्म लगता है ये बेजान सAb jism lagta hai ye bejaan sa
पर दिल में उठता है रोज़ तूफ़ान सPar dil mein uthta hai roz toofaan sa
क्यों न जान पाई तू मेरी मजबूरियKyun na jaan paayi tu meri majbooriyaan
अब लगती है झूठी मुझे सारी दुनियAb lagti hai jhoothi mujhe saari duniya
मैंने कानों में लगा ली हैं उंगलियMaine kaanon mein laga li hain ungliyaan
और इस दुनिया से मैंने बढ़ा ली हैं दूरियAur is duniya se Maine badha li hain dooriyaan
रात होते ही बढ़ जाता है, ये दर्द फिर सRaat hote hi badh jaata hai, ye dard phir se
जैसे लगा हो घाव किसी शमशीर सJaise laga ho ghaav kisi shamsheer se
इस कैद से आज़ाद मैं हो न सकIs qaid se aazaad main ho na saka
बंदा हूँ, तेरी यादों की ज़ंजीर सBandha hoon, teri yaadon ki Zanjeer se
बिलाल अंसारBilaal Ansari



Comentários
Envie dúvidas, explicações e curiosidades sobre a letra
Faça parte dessa comunidade
Tire dúvidas sobre idiomas, interaja com outros fãs de Bilal Ansari e vá além da letra da música.
Conheça o Letras AcademyConfira nosso guia de uso para deixar comentários.
Enviar para a central de dúvidas?
Dúvidas enviadas podem receber respostas de professores e alunos da plataforma.
Fixe este conteúdo com a aula: